Published 10 months ago
Last updated 10 months ago
Q: Agr nightfall hojae aur aap sojao to apko agar shak ha ka bistar ka kapra ya kambal bhi napak ha to kia wo napak ha aur iska kesa pta lagya jae
A: Agar khwaab yaad ho aur kuch tari nikal gayi, to apne aap ko napaak samaj le. Ghusal karle aur jis jagah par tari ho (kapre par ya kambal) us ko dho le. Jis jaga par tari ya us ka nishaan nazar na aawe, us ko paak samaj le.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: