Teen talaaq

س: ایک آدمی نے آج سے 10 سال پہلے 3 طلاق دی پھر رجوع کر لیا دوسری مرتبہ پھر 3 طلاق دی پھر رجوع کے لیا اب اُس آدمی نے ایک طلاق دے دی ہے عدت کا وقت بھی رہتا ہے کیا رجوع ہو سکتا ہے؟

A: Teen talaaq dene ke bad nikaah bilkul toot jata he. Rujoo karna mumkin nahi he. Jis waqt us ne pehli dafa teen talaaq dedi, ussi waqt se dono ka nikaah toot gaya aur eik doosre ke liye haraam hogaye. Us ke bad dono ghuna me rahe. Dono ko chaahiye ke wo taubah kare ghuna me rehne ki wajah se.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)