Nikaah ku muakkar karna

Q: Mujy 1 larki sa payar hai aur oasa muj sa bhi pyar hai hum duno ka ghar wala 1 dosra sa mil chuka hain laken mera ghar wala kehta hain nikah 3 saal bad ho gy jab bachy ki high post job ho jai gy.aur meri job hai b. Hum duno bht parishan hain hum apas mein bata bhi kerta hain aur milta bhi hain. Hume koi tariqa bata dy jas sa hum duno 1 dosra ka liya halal ho jai. Nikah ke liya abhi parents nahi maan raha. Lia hum nikah chupka sa ker sakta hain aur phir baad mein nikah parents ka samna ker sakta hain ya nahi? plz mufti sab hamari help ker dein.

bismillah.jpg

A: Jab aapke aur larki ke bare shaadi karne me ittifaaq he, mahaz uski tareekh me ikhtilaaf he to unke is ikhtilaaf ki wajah se tareekh ko mu’akhkhar ne kare. Jis tarah se namaaz ka waqt jab aajaye to sab samajhte he ke namaaz ka parhna zaroori he kisee ke kehne se mu’akhkhar nahi karte balke waqt ke oopar parhte. Lihaza chand bare mard musalmaan ke saamne nikah karlo. Nikaah karlene ke ba`d aapas ka ta`alluqaat rakh sakta he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category