Published 10 years ago
Last updated 10 years ago
Q: Meri dost ki ammi gussay ki bohot sakt han. Uska khayal to har tarha se rakhti hn mgr baat baat pe usko dantna galian Dena or bad Dua deti hn. Sagi ammi hn pr mizaj ki sakht hn bs wo unki b baat manti h Jo wo kehti hn wo karti h lekin jb wo usko bht sunati hn to wo b agy se bolti h mera sawal ye h k Agr aulad maa ki har baat mane kbi Usse ik galti hojae Jis par maa usy bad duain de to kya bad Dua asar karte h? Kya maa ko baat baat pe bad Dua Dena apni aulad ko jaiz he? Pls rehnumai kijye.
A: Bad dua to nahi deni chaahiy. Ye to bohot sakht he. Albatta agar bhool chook ho jaye to ummeed he ke bad dua athar ne karega.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: