Published 10 years ago
Last updated 10 years ago
Q: Kya last year ki zakat qistoon me ya monthly di ja sakti hai? Agr nahi to jo zakat(Poori ya aadhi) ada kar di gai ho wo doobara deni hogi ya jo aadhi wajib ul ada ho woakathi de day? Zakat ke paiso se ghareeb ko khana khilaya ja sakta hai? Her mahine zakat ke thore paise alaq kar ke sal poora hoona par zakat de ja sakti hai?
A: Jee.
Jee haa. Albatta unko khaana ka maalik banaadena chaahiye. Mahaz khilaana kaafi nahi.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: