Published 10 years ago
Last updated 10 years ago
Q:
- Nabalig larki ya larkey sey nikha ho sakta hai ya nahi?
- Agar bachpan main nikha ho jaey dono balig na hon hon our phir kuch years bad balig honey key bad unki shadi ho gaey our nikha dobara na parha jaey to kia nikha sahi hoga ya dobarab parna ho ga?
- Agar aik bar nikha ho gaey our sahadi kuch years bad ho to agar pehla nikha sahi ho to kia dobara agar nikha parden to koi masla to nahi hoga?
A:
- Nikaah jaaiz he.
- Baaligh hone se pehle agar un ka nikaah parhaya gaya, to baaligh hone ke ba'd dowbara nahi parhaya jaege.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: