Published 10 years ago
Last updated 10 years ago
Q: Agar koi married women kisi na muharram se mulaqat karey and wo naa muharram shahwat ki waja se us ki sharama gah pe apna hand touch karey, women ko kiss karey, uss ke baad women touba wa istaghfarr bhi karle, tou kia uss women ke nikkah pe koi faraq aega? Kia uss women ka nikah qaim rahega? Kia uss women ka nikkah haraam ho jae ga?
A: Wo Allah Ta'ala se sacha towba kare ke aainda har giz aysa kaam nahi karegi. Agar wo sacha ho, Allah Ta'ala us ka tawbah qubool karenge. Us ka nikaah nahi toota.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: