Talaaq ku muallaq karna

Q: If a person says ke agar mai falan kaam krun tou mujh pe meri biwi teen shart talaq aur ye words wo three times repeat kary. Very next day us ki wife usy usi kaam ke liey suggest kary aur sath mai kehy ke ap ko masly ka ziada behtr pta hai. Agr husbnd wo kaam kr de jis par shart rkhi thi tou kia talaq ho jaey gi?

A: Agar talaaq ku mullaq kya kisi shart par owr phir wo shart paaee jae, to talaaq hojati he. Masalan wo kahe agar me ye kaam karo to meri biwi ku talaaq hogi. Us ke bad us ne wo kaam kya, to us ke biwi ke upar talaaq paregi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)