Published 9 years ago
Last updated 5 years ago
Q: Agar koi shakhs jo raat ko do baje ke baad sota ho to kya wo tahajud ki namaaz parh kar so sakta he?
A: Tahajjud us namaaz ku kehte he jo raat ku sowkar utne ke ba'd parhi jaati. Lekin agar koi tahajjud ki niyyat se par kar phir sowjaye, Insha Allah us ku tahajjud ka sawaab milega.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: