Tahajjud namaaz
Q:
1. Tahajjud ki namaz ki adaegi ke liye witr (3) rakat ka tahajjud ke waqt tak keliye muakkar karna zaroori he? Is tarah ke bila tahajjud ki namaz ada hogi ya nahi?
2. Tahajjud ki namaz ka durust tareeqa or rakaate bata de.
Q:
1. Tahajjud ki namaz ki adaegi ke liye witr (3) rakat ka tahajjud ke waqt tak keliye muakkar karna zaroori he? Is tarah ke bila tahajjud ki namaz ada hogi ya nahi?
2. Tahajjud ki namaz ka durust tareeqa or rakaate bata de.
Q: Me jaha rehti hu waha 5.30 fajar hoti. Is waqt ke hisaab se tahajjud ke liye saheeh waqt kiya hoga?
Q: Tahajjud chootjane par kya kare? Kya Allah se maafi mange chunke mujhe afsos hota he aur rehmat se mahroom rehta hu.
Q: Dua qubool hone ke liye tahajjud parhi jaskti he kya? Suna he ke tahajjud bare log padhte he? Iski kya haqeeqat he?
Q: Mera sawaal ye he ke tahajjud ke liye sona zaroori he ya nahi? Agar insaan sone ki koshish karta rahe lakin neend na aye to kiya wo tahajjud nahi par sakta aur tahajjud ka saheeh waqt konsa he?
Q: Tahajjud ki namaz kaise adaa kare. Details bataiye.
Q: Kya uski namaaz tahajjud me shumaar hoti he jiski pehli rakat subah saadik se pehle, dowsri rakat subah saadik ke bad huwi ho. Yaani sirf 1,2 minute ka faraq he.
Q:
1. Kya tahajjud ki namaaz ke baad sona zuroori hota he phir fajar ki namaaz?
2. Agar koi insaan fajar ki namaaz se 30 minute pehle jaag kar tahajud ki namaz parh le to kia us waqt tahajjud ki namaaz parhi jaa sakti he?
3. Tahajjud ki namaaz kitni rakat hoti hay kum se kum aur ziyada se ziyada kitni rakat hoti he?
4. Kia tahajud ki namaaz me aakhri 10 surte parhi ja sakti he ya bari surate parhni hoti he?
Q: Mujhe aap se poochna tha ke kya tahajjud so kar uth ke parhi jaati he ya bina soi raat ke kisi bhi waqt parh sakte he?
Q: Chaasht ki namaaz kitne baje pari jaati he? Din bhar me makroo waqt kab se kab tak hota he? Fajar se kitne minute pehle tahajjud ka waqt khatam hota he?