Talaaq ka sareeh aur kinaayah alfaaz

Q: Talaaq ke sareeh or kanaya alfaz kon kon say hen? Kya ek lafz jo 3, 4 alag mane ke liye istamal ho woh talaq ka sareeh lafz ho sakta hai?

A: Sareeh alfaaz to lafz talaaq he, aur kinaayah alfaaz bohot saare he. Mathalan lafz baa'in, waahidah, battatun wa ghayrah. Tafseel ke liye Shaami ki taraf rujoo karlo.

Aap uska mithaal bayaan kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)