Mazi ki pareshaani

Q: Agar bar bar mazi zara ci bhi baat karne ya zara sa bhi khiyaal aane par aaye to kiya karna chahia? Agar is baat se chutkara pana mumkin nahi hoparaha ho to kiya karen, baraayemeherbaani rehbari farmaye.

A: Ye pareshaan hone ki koi baat nahi he. Is ki taraf fikar ne kare. Ye koi bimaari nahi he jis ke ilaaj karne ki tumhe fikar honi chahia.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)