thoughts

Talaaq ka khiyaal aana

Q: Hamaara nikaah ho chuka hai, lekin abhi meri wife apne ghar par hai. Rukhsati abhi nahi hui hai. Jab se talaaq ke baare me fatwa sune hai aur kuch video dekhe hai tab se mere mind me baar baar ek hi sawal aa rha hai ki agar hum aur juban pr bhi agar kabhi hum bhi agar talaq ki neeyat krenge to hmara bhi talaq pad jaayega ya meri wife ko talaq ya hum kbhi neeyat bhi kiye ki hum apni wife ko talaq denge agar neeyat bhi talaq ki krenge ya talaq dene ki neeyat se kabhi kuch bolenge yaa kbhi neeyat krenge ki hum apni wife ko talaq denge to humara bhi talaq pad jaayega yhi sab baat mind me aur juban pr aa rha hai akele me khud se baate krte rehte hai sar to Kya is se humara talaq pad gya to kaun sa talaq pad gya ya kitna talaq pada kyu ki abhi tak hum apni wife ko talaq nhi diye hai lekin jab se talaq ka fatwa sune aur kuch youtube pr video dekhe haib yhi sab baate soch rhe hai. Isi liye hum apni wife se jyada baat nhi kr rhe hai kyu ki agar ye sab us time mere mind me aa gya to humara talaq pad jaayega. Hum kya kre kuch samjh me nahi aa rha hai.

Hurmat-e-musaaharah

Q: I just want to ask a question, does thoughts and images in your mind constitute hurmat-e-musaaharah. E.g when I want to hug my dad as a father or shake my hand I am scared to touch him because I remember hurmat-e-musaaharah and I don't want my nikah or my dad's nikah to be broken, so I get these thoughts of him. But I don't have no lustful feeling for him but I am scared. Second I am scared to have children. If I have a son and I have to kiss him as a mother even after he gets bigger or he holds me, I am worried about hurmat musaaharah. As a parent I would I like to love my kids and my parents. But what do I do with theses thoughts in mind. What is lust for a woman. I love my husband so much of course I don't have any feeling for my dad but I just have these thoughts.

Zehni khiyaalaat ki wajah se khwaab dekhna

Q: Mere khab mein mere sasural jati hun jethani ke ghar waha mere jethani bolte hai aj apki shadi ho ke 2 saal ho raha hai bolkar khana bananate bolte hai utne mein mere shohar akar bed par let jate hai phir waha ek ladki ati unke pair ke paas baith kar unke nakhun dekhti hai mein wo logo ko dekh kar roti hun ki unhone dusri shadi karli mein waha se rote huve chali jate jate waqt waha ghar kuch badlava dikhta hai andar se dusra darwaza ban gaya phir mein waha se chali jati hun. Mera khula hogaga ho kar ek saal hora. Mufti saab plz ap is khab ki tabeer batadijyea.

Zehni khiyaalaat ki wajah se khwaab dekhna

Q: Mere saas ne mere dewar ki shaadi ke liye istekhara kiya teen din tak. Pahle din kuch nahi dekhai diya. Dusre din dekha ke ek shaks ped ke niche baitha hai aur meri saas ne use narial ( coconut) phod ker uska pani use pene k liye diya. Lakin us ka chahra nahi dekha. Theesre din bhi kuch nahi dekhai diya bus dusre din hi dikhai diya. Please aap bataye ke jis reshte ke silsile me wo kiya hai kya hai wo kerna chahiye ya nai?

Dreaming of one's husband being involved with another person

Q: I am a happily married woman with two kids Alhumdulillah. Me and my husband got arranged married and we both are happy. We both trust each other and I have no doubt he is doing anything he should not. I have strange dreams about my husband. In starting, I did not care but now I am very depressed. I see in my dreams that he is married to someone else. Sometimes I dream that he is involved with somebody else and this lady is sending him love letters. Once I have dreamed that he is sleeping with his second wife. I am so much worried. Why do I see these kinds of dreams? I am thinking of it throughout the day and can't forget what I have seen in dreams. I also asked my husband, he said to me that I am crazy. I am the only one in his life and I should not think about it because dreams are not true. Please guide me what do these dreams mean and how I can get rid of them. I see these kinds of dreams very often 6-7 times a month.