Underwear ko kese paak kare?
Q: Nightfall wale underwear ko kese paak kare?
Q: Nightfall wale underwear ko kese paak kare?
Q: Kya najasat say hath pak krnay k lya sirf pani he kafi ha ya soap must ha?
Q: Agar insan se mani kharij ho or wo istibra ur istinja kar ke ghusal kare aur us ke baad bahir aye to agar us ke penis pe liquid laga ho jo pani ki tarah ho ya pani ki tarah ka liquid pani se kharij ho to kia woh pak ha ya najis
Q: Agar bistar par peshaab kya ho aur wo sookh jaye aur us ke bad agar us ke upar beth jaye paak kapre ho phir kapre geele ho to kya wo paak geele kapre napaak hojayenge?
Q: Agar me napaak hu aur mere kapre bhi napaak ho aur kapro me geelapan ho aur me bistar pe beth jaati hu ya so jaati hu to wo bistar bhi napaak hojaega? Agar napaak kapre ke geelapan se bistar bhi geela hojae to kiya wo bistar bhi naapak hojaega?
Q: Agar mani kharij hokar kapde par lag jaye aur kapra dhoone (paak karne par) bhi nishan baqi rahe (kapra 2 martaba paak kiya nishan nahi gaya) to us kapre ko pehen kar namaz ho jayegi ya nahi?
Q: Kisi sharab pi hoi larki ko bosa dene se banda napaak ho jata hai?
Q: Agar kisi insan ke kaan se ghalaazat (peep) nikle aur kapro par lag jaye aur insan us ghalaazat par paani bahaye aur us paani ke qatre insan ke kapro par par jayen to kya hukm hoga kiyunk us behne wale paani me ghalaazat (peep) bhi to saath hogi?
Q: Haath dhone ka kya tariqa he jis haat par mani lag gayi ho.
Q: Kuch awrato ko leucorrhoea ki papreshaani hoti he, kya namaaz ke liye kapre badalna zaroori honge?
Or kya kisi mard ke kapre sath dhone se kya wo kapre bhu napaak hojayenge?