Kya mazi ka nikalna ayk bimaari he?
Q: Agar mazi nikalti he to kya doctor se rojoo ki jaye. Ye koi bara masla to nahi na? Ye kitne mardo ko hota he aur kyu?
Q: Agar mazi nikalti he to kya doctor se rojoo ki jaye. Ye koi bara masla to nahi na? Ye kitne mardo ko hota he aur kyu?
Q: Hum zuhr ki namaaz parhne ja rahe the ke raaste me ayk sharaabi jo ke bilkul nashe me dhut tha pasine me tar tha aur hamare badan se lagta huwa chala gaya uska pasina hamare badan ko lag gaya ab mujhe namaaz adaa karni thi magar kya uske lagne sey hamara kapra aur hum napaak ho gaye? Namaz ke liye dusre kapre badalna hoga ya usi kapre me baghair dhule namaaz ho jayegi? Kya ham najis ho gaye?
Q: Safar ke doraan agar istinja ke bad saboon ne mile to hath kese paak kiya jaye?
Q: Kya mazi ka nikalna theek he? Kya ye fitri he? Ya phir ye kisi bimari ya kamzoor hone ki alaamat he?
Q: Agr kisi ke kapre napak ho jaye mani ya mazi ki waja se to usko paak karne ka tareeqa kya he. Kya sirf us jaga ko paak karna he jaha pe mani ya mazi lagi he ya pure kapre ko dhona ho ga?
Q:
1. Agar tanki jo upar chat par hoti he paanch so mililitre unme napaak paani girjaye to paak karne ka saheeh tareeqa btaade pura.
2. Agar nahaane wali baalti me napaak paani gir jaye to usko bhi kaise paak karenge pura tareeka bataa de.
3. Agar pura kapra napaak ho jaye to kaise paak karenge.
Q: Kya koi sharaabi mujhsey hath milaye ya galey miley ya mera mobile, helmet bike ya car istimaal kare sharaab to pi rakhi he lekin uskey badan par ya hath me dikh nahi rahi he to kya me mera kapra ya mera samaan kul napaak ho jayega aur usko dhulna parega ya baghair duley ham aur hamara samaan paak he aur bina karahat namaaz parh saktey he.
Q: Kya baas ki bani huwi chaarpai dhoop me sookh jaane ke baad paak tasawwur kya ja sakta he (is soorat me jabke najaasat ki jagah ka pata na chal sakta hu) jabke us ke najasat ka rang, bad boo aur asar bhi mukammal tor par zaail ho chuka ho ya phir charpaai ko dhona pare ga.
Q: Agar mani kapre par lag jaye aur usko paak kia or subah uth ke dekha to wo sukh chuki thi na hati thi kapre par se or shalwaar dhone ki wajah se shirt gili huwi thi, subah pata chala mani to abhi tak laghi huwi to kya shirt bhi napaak aur bistar par soye wo ghila huwa to bhi napaak hogaya?
Q: Kiya kutte ko hath lagany se banda napaak ho jata he? Misaal ke towr par agar kutta achanak aa kar apna jism bande se takra de mu na lagaye bande ko.