Kya Ihraam napaak hojane se damm waajib hota he?
Q: Ager kisi shaks ko jiryan ki bemaari hy aur wo ehraam ki halat mein hy aur iss waja sy os ka ehraam ganda ho jata hy tu kiya os py damm wajib ho ga ya ni?
Q: Ager kisi shaks ko jiryan ki bemaari hy aur wo ehraam ki halat mein hy aur iss waja sy os ka ehraam ganda ho jata hy tu kiya os py damm wajib ho ga ya ni?
Q: Kya umrah bina kisi ke naam se nahi kiya ja sakta?
Q: Meri walda ki umar 78 saal hai mai bewa hoon mera aik beta haijis ki umar 13 saal hai mai apni walda or bete ke saath haj ka fareeza ada kerna chahti hoon waalda bohat beemaar hain.haj ke tamam.arkaan kese ada karen gi samajh nahi ata.barae meharbaani mashwara denn.
Q: Please muje ye bta den k jo hajj pe pathar yani stone marte hy hm shaitaan ko tw jo pathar maare the wo wapsi Muzdalfa hi me chale jate hy log kehte hy k ye miracle hy ?
Q: Meri umer 24 year kya mai umra krny akela ja sakta hu meri umra ki ticket mehfil sey quraandazi pr nikli h mai larka hu mujy kisi mahram ki zarorat tu ni q k apni walda ko umra ni krwa sakta tu kya islam mai kya hukam he que ke suadi govt ka qanoon h k 45 saal sey kam umer larky k leye mahram lazmi h.
Q: Mera sawal ha k Islamabad k centaurus mall ma Khana Kabah ki chadar layi gayi ha kya udr ja k ghilaaf ko bossa daina chahye ya dua krni chahye?
Q: Kya ghair makhtoon musalman tawaf e kaba kar sakta hai aur hajj ke deegar arkan ada kar sakta hai?
Q: Aurt ke ley ahram ki kya pabndi hoti ha? Kya aurt ihraam ki halat ma glove or sock phen skti ha?
Q: Agar koi baal katwanay sa phly ihram utar da la ilmi ma, to us ka leya keya hukam ha?
Q: Mera shohar ka inteqal ho chu ka hai mere bete ki age 14 saal hai. Kiya bator mehram mai bete ke saath hajj per ja dakti hoon.