Tayammum

Paani ke maujoodgi me tayammum karna

Q: Agar kisi mard ya awrat par ghusal farz hojaye or usse yeh bhi andesha ho ke me ghusal karunga to namaaz ka waqt chala jaye ga yani namaz bhi meri qaza hogi ab woh kya kare? Ager wo tayamum kare ga to bhi usse najaasat door karni hogi na maslan mani ab itna waqt bhi baqi nahi ho ke woh apne jisam se najasat door kare ya kappre dusre pehne ab aysi suraton main wo kya kare?