Iddat
Q: Mere abbo 22 Nov 2015 ko intiqal ker gai the. Janaza bhi usi din huwa. Islami date yad nahi. Meri ammi jan ki iddat kis date (English or Islamic) ku puri ho gi?
Q: Mere abbo 22 Nov 2015 ko intiqal ker gai the. Janaza bhi usi din huwa. Islami date yad nahi. Meri ammi jan ki iddat kis date (English or Islamic) ku puri ho gi?
Q: Iddat ke dowraan me auwrat ghar se baahar nahi nikal sakti. Agr aurat iddat ka dorwan ghr sy job ka liya rozz jti ho to uska kia hukam? Kia iddat or talaq dono khatam hojai ge?
Q: Meri ek dost ki mangni ko 3 saal hony ko arehy hain, uski saas ny kaha tha k wo apni beti ki phly Karaingi phir bahu laingi. Us waqt Meri dost ki nand ki ek jaga mangni tot chuki thi ek saal bad kahin aur hoi phir saal bad rukhsati ka howa, lykin phir shadi ki tarekh teharny k bad mangni phir tot gai. Ab uski saas ny kaha bety ki kar dyti hon, ab meri dost ki june ki date fix hogai hy, lykin achanak meri dost k behnoi ka intiqal hogaya aur uski behan iddat my hain jo k 15 July my khatam hogi. Shadi ko aagy barhany my bht paisa lag raha hy hall ka rent b double, agar meri dost june my shadi karly tu kia uski behan jo iddat my hain wo shareek ho skti hain? Kio k unki shirkat k bina meri dost k ghar waly nhi manaingy aur burra b lagega k behan iddat my hy aur shadi kar li.
Q: Showhar ke fout hony ke baad aurat ki idat ka kitna waqt hota hy aur os ki kia ehmiat hy shariyat mn knk shohar ki zindagi mn na mehram sy parda nhi krti is ka gunah kis k sir hoga to kia idat mn bhi parda krna jayez hy k nhi?
Q: Mere talaaq ek mahina pehle hua ha kya ab mai dusra nikha kar sakti hu ya phir mujhe aur intazar karna hoga?