urdu

Khwaab ki ta'beer

Q: Mene din me kareeb 3 bje khwab dekha ki mujhe Rasul Allah (sallallahu alaihi wasallam) ke ane ki khabar mili he wo 274 no ki bus se ane wale hen me us bus ke stand pr unke ane ka intezar kr rhi hu tabhi meri ankh khul gyi meharbani krke is khwab ki tabeer bhi bta den

Khwaab ki ta'beer

Q: Mera apsy swal hai k mein kuch dino sy khawab mn apni shadi ki tyariyan dekh rhi hon or kabhi ghr mn khushiyan dekhti hu or rat ko phr sy apni shadi ki shopping dekhi hai Is sab ka kia matlb hai?

Shifa ke liye dua

Q: Mere daddy ki dono kidney fail hain or woh dialysis par hain hafte main 3 din unka dialysis hota hai or diabetes bhi hai toh diabetes k liye woh medicine or din main 2 baar insulin lete hai unki age 50 hai 2 saal ho gaya hai dialysis main daddy koh bahut takleef hoti hai jaise bp low ya high ho jaana or unki aankh seh bhi kaam dikhta hai kaan seh kaam sunaye deta hai sir dard dena yeh saab hota hai plz aap kuch aise dua ya aisa kuch bataye jissey ki unki kidney kaam khud seh kare iss bimari seh hamesha k liye Sifa mil jaye or jaldi thik ho jaye operation ka bhi bahut masla hai iss liye aap kuch aisa bata deh jissey ki unki kidney chalu ho jaye naa dialysis ki zarurat ho or unhe haar bimari seh sifa mil jaye

Jaandaar ki tasweer ke saath namaaz parhna

Q:

1. Shirt pe baaz ke par bane ho bohot chote jasaamat ungli ki baqadar kya usme namaaz hojaegi ya duraani paregi? 

2. Jaandaar ki tasweer ki jaga namaaz nahi hoti duhraani parti he lekin shraait kya he:

a. Jaandaar ka chera bana hoga tab namaaz nahi hogi?

b. Jaandaar ka chera chupadia jism dikraha he to namaaz hojaegi ya nahi?

c. Ya poora jaandaar ki tasweer chupaana paregi ?

Halaal aur haraam

Q:

1. Kisi chiz ko halal hone ke liye ingredients ke saath saath financial yani investment ko bhi halal hona kya zaroori hai?

2. Hum jab koi products use karte hai usme di hooyi ingredient list ko parke pata chal jata hai ke haram ya halal chiz hai lekin financial investment to nahi delh pate hai hume kya karna chahiye?

Jhoot bholna

س: حضورصلی اللہ علیہ والہی وسلم نے فرمایا کہ میرا امتی ہر گناہ کرے گا لیکن جھوٹ نہیں بولے گا اور دھوکا نہیں کرے گا۔ اور اپ جانتے ہے کہ اجکل یہ عام ہے تو کیا یہ لوگ پھر محمد صلی اللہ علیہ والہی وسلم کا امتی ہے یا نہیں؟ 

Hurmat-e-musaahara

Q: Mai ne hurmat musahrah ki study ki. mera ba aik masla hai plz clarify ker dain. Mujhe apni wife k sath lipat (hug) ker sonay ke adat thi or neend mai sotay hoye lust feeling b hoti thi. aik din mai apni mother k qareeb so gaya aur raat ko mai apni maa se lipat gaya, feelings ka kuch nahi pata kesi thi. Lakin baad mai jub ehsas howa to mai alag ho gya, es baat ka meri maa ko be ehsas ho gya tha jis ka unhon ne next day mujhe bataya (unhon ne kaha k ia tum ne mujhe sadaf samajh lia tha). Mai ye puchna chahta hon kia neend mai aisi harkat kernay se bhe hurmat musahrah sabit hota hain.