Jaandaar ki tasweer ke saath namaaz parhna

Q:

1. Shirt pe baaz ke par bane ho bohot chote jasaamat ungli ki baqadar kya usme namaaz hojaegi ya duraani paregi? 

2. Jaandaar ki tasweer ki jaga namaaz nahi hoti duhraani parti he lekin shraait kya he:

a. Jaandaar ka chera bana hoga tab namaaz nahi hogi?

b. Jaandaar ka chera chupadia jism dikraha he to namaaz hojaegi ya nahi?

c. Ya poora jaandaar ki tasweer chupaana paregi ?

A:

1. Sar ko mithado. Namaaz hojayegi.

2. Sar ko khatam kardo.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)