Namaaz me dupatta se thora baal nazar aana
Q: Agar namaaz me thore se dupatta ke anadar se baal nazar aaye to kya namaaz saheeh he?
Q: Agar namaaz me thore se dupatta ke anadar se baal nazar aaye to kya namaaz saheeh he?
Q: Beeri peene se wudhu tootta he?
Q: Mera sawal he ke mard apnay zakar se biwi kay breasts kay sath sex kar saktha aur discharge bhi kar saktha hay?
Q: Mera sawaal yeh he Main nay hamesha har chez main Nafs ko tarjeh di Main kehta tha mujhy Allah say aur Nabi Pak Saww say bht pyar ha lekin os main ikhlas nahi tha phir ek Aurat meri zindagi main aein jin kay tufail meri mohabbat main ikhlas agia aur en aurat say mera koi taluq nahi ha agar aj wo meray dil main hain tou Allah ki waja say main es aurat ko ley kar Paak sochta hon main nay enko propose kia enho nay accept kia proposal hum nay ghar bhe bat ki meri family man gai but on ki ami nahi mani. Ab asal main bat yeh ha main on say 10 saal age main chota hon aur meri study ka masla ha onko lagta tha main mbbs student hon halankey main next year start karunga Plz koi wazifa bataen koi dua bataen jin say onkay ghar waley man jaen Naseeb Allah banatey hain magar main chahta hon wo meray naseeb main hon dua bhe karta hon Main pori zindagi on kay liye rona nahi chahta Plz help me regarding this matter kukay main onko dil say nahi nikal pa raha dekhien meri soch na paak nahi ha plz koi wazifa advice dien mujhy main kia karun ab?
Q: Khwab mein paani ke andar ghota laga kar tairna ..
Q: Me khwab ki tabeer ma'loom karna chahti hu. Me aksar khwaab me khud ko feces (pakhana) ya urine (paishab) krte dekhti hon. Pehle ye khwab muje 10 ya 15 din ya month bad ata tha tha ab ye aksar aney lage hen kuch din k waqfe k bad.. ar in sb khwabo me similar chez ye hoti k ma toilet seat pe bwethi hon ar hajat (feces ya urine)kr rhi hon ar ya tu toilet k andr ar log b mojod hen ya phr toilet seat ksi aesi jaga hy jahanar log bethe ya aaja rhe hen. ma preahan b hoti hin apna sattar chupane ki koshish b krti hon bt wahan mojod logo ko is se koi interest nhi hota k ma is waqt toilet seat par hon etc. aksar anjaan jaghem hi hotihen bt kbi kbi apna ghar b hota bt log joird gird hote wo apne relatives ya janne wale hihote he.. ma in khwabo ki bht preshan hon. Please muje guide kare. Mujhe aap k jawab ka intizar kar rahr ga.
Q: Meinay khawab mei dekha ke mein apni cosuin k saath gali say ja rai hn agay mamu b hain.. Inki baiti papita laiti hai.. Woh kahto hai mei apisay daiti hn raari walay ko.. Lakin meo kahti hn mei daiti hn. Meray pass jo paisay hain un pay kuch arabic likhi hai.. Mei sochti hn meray pass saudi raiyal hain un paisoun payjy lagta hai k kpi muqadas amraatain hain.. Woh rari wali kahta hai ap k liay b shoper mei mei dalta hn papita. 2.. Aik aur khawab b dekha hai meinaya k aik jaga mei jati hn wahan log lah rajay haon k yeh duniya ki sub say bari amaraat hai mei us amaraat ko dekhnay k liay oper say neechay rope k zariaye a rai hn.. mei kamar k gird belt bandh laiti hn.. aur kuch jannay wali larki hai.
Q: Mai ne khwaab mai pir meher ali shah sb ko daikha sakht tofan hai Ap apni qabar mubarik say nikal k masjid ke taraf atay hai fajar ke namaz Parhanay and mughay ishara kartay hai k uth aqamat kar mai aqamat karta ho to namaz parha kwo apni lahad ke taraf wapis utar jatay hai sakht tofan hota hai.
Q: Biwi ke saath hambisrti kar raha tha peachy se agly hasy me to achnak peachy waly hasy me thora sa dakhil huwa lekin janbuj kar nahi dala. Kya ye guna he agr he to is ka kufara kya he?
Q: Sir mera sawaal yaa haa agar biw ka kahnay per paper per talaq di jaye or paper bhi talaq ka uss ka ghur walaye banaye or singh karr dya jaye or 4 month bad rujuu kya jaye larki or larkayy ko ahsass hoo ghaltii kaa tuu kyaa abh hamm pher sa nikaah kar saqtayy hain?