urdu

Jannat naam rakhna

Q: Mere ghar beti paida hoi hai meri mother uska name jannat rakhna chati hai. Kia hum jannat name rakh saktey hai Q ke jannattul firdous hota hai aur mera name owais hai to yeh jannat owais hoga. Jannat aik bohat hi ala jaggah hai. 

Biwi ko na dekhne par talaaq waaqi nahi hoti

Q: Mere biwi ki tabiyat kharaab hone ke waje se maike me rah rahe they.Baad me wo mujhe har baat se yaani baat nai phone nai my unke paas gaye to paraaye jaisa bartaav kar rahe they our mujhe door rak rahethey.Tab my poochne par wo bade logo me bithaaye.Bade log ye faisla kare ke un ki tabiya theeek hone 1 saal lagega.Our mujh se white papaer par ye likhaaliy our signature karaa liye ke my 1 saal tak mere biwi ko nahi dekhooonga baat nahi karoonaga our mere biwi ke koi baato me dakhal nahi doonaga.Agarcha my mere biwi se baat kareto dekhe to mujh par mere sasuraal waale police case kar saktehai aisa paper likhaa liye ye hokar 9 mahine hogaye ab tak my mere biwi ko nahi dekha baat bhi nahi kiya. Mufti sahab mujhe phasaa kar aisa kiya gaya hai.Kya mufti sahab our teen mahine tak mere biwi se baat nai kiya our dekha nahi to kya talaak hogi ? Ya nai . Meherbaani karke mera jaawab deejiye.

Discount ka paisa ko rakhna

Q: Agar koi project ka ittafak hoa k itni price ka ho ga bad me payment kartay waqt discount mil gya wo paisa jo discount mila kia wo rakh sktay hain matlab invoice 500 ki bani or lene walay ne 450 le liay kia 50 jo discount hai wo rakh sktay ya company ko dena ho ga?

Taziyati jalsah aur urs shareef rakhna

Q: Mere walid ko guzarne se ek saal hone wala hai or hum sab unke isaal e swab ke liye jlse ka program rkh rhe h walid 3 mahine ki lammbi bimari ke baad guzar gaye mere walid ke bhot mureed hai humara silsila gos e azam ke khandan se h walid gos e paak ki 25 vi pidhi me the ab aap ye btae k urs mubarak likheana shi hoga ya nhi yha kai mufti se pucha to unhone kha koi harz nhi piron ki olad ho.

Ishaarah se sajdah-e-tilaawat karna

س: سوال یے هے کے اک معزور هے قران کی تلاوت کرتا هے سجده والی ايات پرھ لیتا هے تو اس معزور کے بدلے کوءی اور سجده دے سکتا هے مطلب کے اس معزور کے بدلے میں سجده ادا کر سکتا هوں براھ کرم حدیث کی روشنی سے جواب دیں جزاک الله....خیر