Dow talaaq dena
Q: Shohar biwi ko ye kahe ja tujje do talaq dedunga talaq talq kehde to talaq hojayegi?
Q: Shohar biwi ko ye kahe ja tujje do talaq dedunga talaq talq kehde to talaq hojayegi?
Q: Meri ayk parosi he jis se ayk ghalti huwi thi. Uski kisi larki k sath bohot ache friendship he dil ki gehrai tak leken us se ye galati hogai ke usne ayk bar lesbian rishte jesa kam kar diya ab wo pachta rahey he leken use dar he k ab Allah use maf karega ya nahi please answer me k use ab kiya karna chaye.
Q: Hassan (Radiyallahu Anhu) karbala ka waqiya ke bare me complete information chahiye.
Q: Mera sawaal ye he ke agar kisi aurat ko har waqt paani aata he jeyse leucorrhoea bol ke koi bemaari he jis se us ku safed paani khaarij hota he. Phir wo kya is haal me namaaz par sakti he ya nahi?
Q: Aik topic clear kijye mujhse mere aik christian dost ne question kiya k Hazrat Adam or Hawa ki olad apas me behan bhai the to phir nasal kese aage barhi kya Hazrat Adam ki olad ne apas me nikah kiye? Agar ni to koi dalel bataye or agar haa to bhi koi dalel bataye plz
Q: Aqeeqah k main kitnay hissay keye ja saktay hain? Mene ek gaen (cow) main 2 larkon or 1 larki ka aqeeqah karna hay. Logon se suna hay gaen (cow) main 7 hissay krain 5 aap k bachon kay 1 hissa ghareebon ka 1 hissa Allah naam ka aisy 7 hissay hongay. Kya ye saheeh hay?
Q: Meri ammi jaan 44 saal ki hain aur walid 52 saal k. Unki shaadi ko bees saal ho chuke hain. Pichly hi hafty mere walid ny meri ammi per tuhmat lagai aur walid ka shakk humne door bhi kia. Meri ammi aik working lady hain. Wo hum teen behn bhaiyon k liye kamaati hain aur equally ghr ka khrcha chlati hain. Pichly hafty mere walid ne baniyat 2 talaaqein dien. Mere 2 chacha humary ghar aye aur meri ammi ki buhat be izzati ki aur humein raat k 2 bjey ghar se nikal jaany ki dhamki bhi di. Meri ammi ne buhat dukh dekhy hain aur hum unky bachyy isky gwaah hain k meri ammi aik pakeeza aur naik khatoon hain. Mere abbu abb keh rahy hain k wo humari maan ko talaaq de k ghr se nikaal dein gyy lekin hum apni ammi k saath hi rehna chahty hain toh iss maamlay main islami taalemat kya hain?
Q: If a person goes for hajj then us nay wahan qurbani ki hai tou kia yahan Pakistan main bhi us ky lia qurbani farz hai?
Q: Kya aurat ka apney shoher ka naam apney naam k sath lagana haram ha?
Q: Mera dost jooway ma paise haar gya aur sub kuch dayne ka bad bhi 30000 bkaya the wo log tang kar rhe the jaan chorane ka liay usne Quran per jhoti qasam uthai, iska kaffara bataday?