urdu

Kufriya kalimaat ki wahem

Q: I am writing this so please tell me about my wording. As I was talking to my husband regarding some issues I said (k jis Allah ny jahn tk pouhchaya tu Uss ny mary liya acha hi socha ho ga) issi tarah ki baat ma na ki. Pouchna ha k ya koi kifriya baat tu nahi ha naa bas m thori prashan ho gayi hon wahumki. 

Khwaab

Q: Main khawb ki taabeer puchna chahti hun. Main ny khawb me dekha k barish ho rhi hai bohat taiz. Or ek kashti hai.. main us kashti me hun.. us kashti me barish ka ahista ahista bharta ja rha hai. Jesy wo kashti doob jae gi. Mery zehan me khyal ata hai k Hazrat Eesa k sath b aisy e hua tha..phr titanic ka khyal ata hai k wo bdoob gai thi pani me.. Mjy is khawb ki tabeer bata den

Khwaab

Q: Maine khwab dekha hai jisme mera ek dost hai jo khwab me gosht bechta hai..... Hm uske pass jate hai... Isey kehte hai taaza ghost do..... Wo humare liye chaye mangata hai aur hum gup lagane lag jate hai.... Iske bad maloom nai kia hua.... Aye gass dekhna kaisa hai gaas katna kaisa hair

Khwaab

Q: My ne apne khwab me hamara ghar poori tarah toota hua dekha. Chat tooti hui thi aur ghar k andar bade bade tunnels dekhe. Us ghar me bure jaanwar aane lagte hy to my unko rokta hu. Please ye khwab ki taabeer batadijiye bahut meharbani hogi. Allah Hafiz

Chehre pe noor aane ka tareqah

Q: Maine internet mai parha ke surah noor ke ayat no36 roz parhne se chere pe noor ate hai. kya ye sahi hai? Khuda se apne chehre ki sundarta barhane ke liye dua mangna kya gunah hai? Mai khuda se roj ye dua mangti hoon ke mere chehre itni khubsurat ho ke mere shohar mujhe bohot pyar kare aur har kisiko (except na-mehram admi) bohot pasand aye aur mujhe apne shohar ki kaabil samjhe. 

Khwaab

Q: Me ny khawab me dekha k 2 sy 3 jahaz hawa me aik dosry sy takra jaty han. Or inka malba khuly mehdan me para hota ha or whan lashy he lashy hoti han or upr sy barish b shaded ho rahi hoti ha