Khushu aur khuzu ke saath kaise namaaz parhe?
Q: Khushu aur khuzu ke saath kaise namaaz parhe?
Q: Khushu aur khuzu ke saath kaise namaaz parhe?
Q: Kia kisi aisi larki say shadi krna sahi ha jisky past may larko say dostian wgera rahi hon? Lakin ab wo tauba kr k badal chuki ho? Shadi k wqt uska past samny rkha jana chaey ya uska haal? Islami nukta nazar say guide kr dyn
Q:
1. Me apne walid ke mamu ke ladki ke sat nikah kar sakta ho ya nhe?
2. Jis se me nikah karna chahta hu uske maa ne mere behan ko dood pilaya ha.
Q: Agar guy (cow) ghaas khate waqt kisi aur ki ped ki patte khale to kya us guy ki doodh khana haram hai? Agar hum us guy ki doodh ko kharidke khaye to kya haram hai?
Q: Jab b may kisi admi ko dekhta ho to os kai mari sat larai ya jagra hojata hai.
Q: Agr koi aadmi apni wife se Quran pe hath rkh kr khe ke tera mera koi ta'alluk nhi bna talaq diye, to is ka kafara kia ha?
Q: Kam se kam kitnay sonay k sath kitna pasay honay pa zakaat farz h?
Q: Mera sawal yeh hai ke agar kisi larky ny aik aurat ke sath zina na kiya ho bs kiss wagera ki ho to kya us ki beti sy nikah ho jaye ga?
Q: Agar balon ka rang bohat kaharab ho jaye to kia black or brown color mix kar k laga saktay hn phir to gunah nahi hoga wo konsa khalis black hoga pure black karna hi mana h na?
Q: Mara sawal ha ka mein haiz (menses) ki halut mein thi apni bati ki islamiyat ki book dekh rahi thi os mein Qurani suratain bhi hein mein dekh rahi thi ka Qurani suratain kahan sa shurouh ho rahi kanhi pehlay to mera hath nahi lug gaya paje olltanay per mera hathe qurani sourut ko lug gaya jis ki waja sa mein tention mein houn ka es sa mujay gunah to nahi ho ga owr es ka asser mery iman owr nikha per to nahi ho ga mein na souna ha ager haiz ki halut mein wuran ko choun (touch) lain to iman odr nikha fased ho jata ha kia ya bat such ha