Khwaabo ki ta'beer
Q: Main ne aj 2 khwab daikhy
1. Tajhud k waqat k mari biwi hamla hi or dard e zah min hi or os k pass kafi aortin akithi hin min ne on ko sorha marim parhny k kha.
2. Fajar ka suraj nikly k bad mari adat hi min sojata ho min ne dikha k min dawte tablig ki jamat k sath ho or phir min achnak min on se alg ho k creschin k mohaly min chala gay or logo ko Allah ki traf bolia on k samny Allah ki bari byan ki itny min on k bra alim a gay or woh sab mil k apni ibad kary lgy phir aik admi ay or os ne bomb mara or sath firing shuro kar di or kafi admi qatal hoy .mahrbani farma k mary khwabo ki tabeer bta dain.