iddat

Iddat ke ba'd biwi ko waapis laana

Q: Mere sawal yah ha k shohar aur biwi k darmyan ikhtilafat hon wo naraz ho k miakay bethi ho aur shohar usko phone pr aik talaq de deta ha phr wo abroad chala jata ha aur 6 months tak wapis ni ata aur na biwi se rabta karta ha to iss soorat main kya hukam ha shariat main... 6 months bad wo mia biwi hain abb b ya talaq hogaya? Aur agar shohar sulah kr k biwi ko wapis lay k jana chahta to kya hukam ha aisi surat main??

Iddat ke andar talaaq se rujoo' karna

Q: May nay wife ko 5-7-2017 ko aik talaq di or 27-9-17 ko sulah ho gai or phone per musalsal bat b hoti rahi lakin jb 7-10-17 ko bivi ko lanay gaya to kuch log kahnay lagay ap late aye ho ap ki talaq ho gai ha. Kia aik talaq kay bad 3 month say pehlay sulah ho jaye or kisi majbori say milnay ka moqa na milay to talaq ho jati ha jbkay phone per bat hoti rahi a

Talaaq ke ba'd iddat me bethna

Q: Mere chote chacha ke 5 bache hn jinme 2 doodh pite bache hn. Chote chacha ki biwi ghar se bhaggai hn kisi or ladke kepas apne 2 doodh pite bache ko lekar. Ab hamare chacha apne susral me kerae hn or kehte hn mene divorce dedi h apni bivi ko. Muje ye bataen shariat ke hawale se unhone jo divorce di h wo qabool h ya nai kyunke unki bivi hamari chachi to iddat me bi nai bethi kyunke talaaq ke bad iddat me to betna parta hai na? Wo bs bhaggai ghar se n koi contact nai h ab?

Talaaq in haidh and reconciling after talaaq

Q: If a husband gives one talaq over the phone saying "I give you talaq in presence of 2 witnesses" and the wife was in menstruation. Does this talaq take place and what is the time to reconcile as she is far away and her husband is not willing to talk. Some say within 40 days or else the talaq takes place. Is this true? This incident happened on August 7. She cant go back to the country anytime before September 10 or so. Also make dua for this couple that Allah Ta'ala reunite them and keep them with aafyiat. This whole thing happened due to a huge misunderstanding and argument.