Kohnio se ooper wali shirt se namaaz parhna
Q: Kiya t-shirt kohnio se ooper bazu wali shirt se namaaz hojati he?
Q: Kiya t-shirt kohnio se ooper bazu wali shirt se namaaz hojati he?
Q: Agar koi namaz parh raha ho aur koi aap ka samne sa baar baar guzar raha ho to kisi ko yani mujhe is harkat sa ghussa araha ho aur achanak namaz toot jayae to is ka gunah mujh par he ya is par gussa karna theek he?
س: کیا نماز میں عمل کثیر سے نماز بالکل ٹوٹ جاتی ہے؟ نیز عمل کثیر کی وضاحت فرما دیں۔
Q: Mera sawaal he ke sajde me agar baal peshaani par aajaye to kya namaaz ho jayegi?
Q: Hamaari dewaaro par tasweere banaai he wo khudi banti he lekin wo ziyaada ammi ko hi nazar aati he hame kabhi kabhi lagta he to kiya aysi jaga namaaz ho jayegi?
Q: Agar shirt pe jaandar ki tasweer bani ho to wo shirt ulta phenli jaye to kya namaaz hojaegi aysi soorat me?
Q:
1. Shirt pe baaz ke par bane ho bohot chote jasaamat ungli ki baqadar kya usme namaaz hojaegi ya duraani paregi?
2. Jaandaar ki tasweer ki jaga namaaz nahi hoti duhraani parti he lekin shraait kya he:
a. Jaandaar ka chera bana hoga tab namaaz nahi hogi?
b. Jaandaar ka chera chupadia jism dikraha he to namaaz hojaegi ya nahi?
c. Ya poora jaandaar ki tasweer chupaana paregi ?
Q: Kya joote aage pare ho to namaaz ho jate he yani aap joote ke peeche namaaz parh sakte he?
Q: Namaaz mukammal karne ke liye reeh khaarij hone ko roka ja sakta he? Kya is tarah wudhuz qaaim rahe ga ya nahi?
Q: Me jis Imaam ke peeche namaaz parta hu wo namaaz me dekte he. Mene dekha he unhe sunnat waghaira parte waqt to kya is imaam ke peeche hamaari namaaz hogi?