Bimaari ki wajah se namaaz ko qaza karna
Q: Meri biwi ke wade hamal ke bad ilaaj chal raha he jis ki wajah se sharmgaah ke andar dawai rakhni parti he. Muje ye poochna he ke is haal me namaaz parhi ja sakti he?
Q: Meri biwi ke wade hamal ke bad ilaaj chal raha he jis ki wajah se sharmgaah ke andar dawai rakhni parti he. Muje ye poochna he ke is haal me namaaz parhi ja sakti he?
Q: Koi shadeed beemari aur ghundagi ki wajah se namaz na parh payi aur us ka intikaal ho jaye tu us ki namaaz ka fidya kitna dena hoga. Matlb kis hisaab se dena ho ga?
Q: Mene aaj suna advocate Faeez Sayyed jo bhot mashoor mufti he ke:
1) Jo namaaz choot jaati he ghaflat, waqt nahi mila, sow gaye ya safar me the uski qaza hoti he bas?
2) Kisi ne ye kaha ke aaw namaaz parho to kehdiya aap chalo me parhloonga to kya wo namaaz faut hojati he aur uski qaza nahi hoti kyn ke wo faut hogai aap ne jaan booj ke chordi?
3) Namaaz chootgayi aur chordi ka farq jo mufti saheb ne bataaya he ye shariat aur hadith ke sath jawaab batade kya ye saheeh he?
4) Choot gayi aur chordi namaz ka masla har firqa maanta he ya ahle hadees ya hanfi sunni maslak me iktilaaf he? Me hanfi sunni maslak se hu.
Q: Fidyah kya he (sadaqatul ki raqam) qaza namaaz ke liye? Meri bohot qaza namaazen he das hazaar se ziyaada. Baraaye meherbaani bataye?
Q: Falaa shaks ki bhoht qaza namaze rehgayi he and wo poori ada karne ka waqt nahi he uske paas kyu ke kaam aur aaj kal ki areshaaniyo me to bataye namaaz ka kaffaara he koi? Mene suna he jeyse fitra zakaat dete he ayse qaza namazo ka fitra bhi deskte he jisse qaza namaze maaf hojati he?
Q: Qadha namaaz ki kitni rakaat parhni hoti he? Jaise zuhr ki namaaz ki qadha chaar rakat fardh hongi ya do rakaat?
Q:
1. Agar kisi shaks ki asar ki namaz qaza ho gayi, aur jab use waqt mila to us ne dekha ke ab maghrib ka waqt bhi thora reh gaya he agar asar ki qaza pehle parhonga to maghrib ka waqt khatam ho jayega to isi soorat me pehle wo asar ki qaza parhe ya maghrib ki namaaz parhe?
2. Agar ayk namaaz qaza ho gayi aur ab doosri ka waqt ho to pehle wo namaaz parheinge jis ka waqt ho ga ya pehle wo namaaz parheinge jo qaza ho gayi he?
Q: Mera sawaal he ke agar namaaz qaza parh li jaye, to qaza namaaz ka parhna qiyaamat ke din saza ka baais banega?
Q: Kya hum har namaz ke baad uski qaza namaaz parh sakte he? Quke mene suna he ke fajar or asar ke baad koi bhi nafil namaaz ya qaza namaaz nahi parh sakte (in waqton mai sajda karna mana hai). Is ke liye kya hukum he?
Q: Kya insaan jo namaaze qaza kar chuka he jab wo qaza namaze parhta he to ky us ko sawaab bhe milta he ya nahi?