Jaan booj kar namaaz chowrne se qadha
Q: Kuch Moulana Hazaraat kehte he ke qaza namaze parhna zaroori nahi he. Sachi tauba kar le to Allah maaf kar denge. Kya yeh theek he?
Q: Kuch Moulana Hazaraat kehte he ke qaza namaze parhna zaroori nahi he. Sachi tauba kar le to Allah maaf kar denge. Kya yeh theek he?
Q: Sachi tauba se saare gunnaah maaf ho jate he to kya jo namaze hum ne qaza ki he wo tauba se maaf nahi ho sakti he un ko parhna zaroori he kya?
Q: Agar kisi insan ki das, baara saal ki qaza namaze baaqi ho to kya wo jo nafil parhta he wo qabool nahi hoti? Aisa agar koi aadmi abi namaz parhta he to kya us ke zuhr, maghrib aur esha ke nafil qabool nahi ho rahi he?
Q: Kya kisi ki esha ki namaze jo qaza ho gayi he wo un ke fardh aur witr alag alag parh sakta he. Pehle saare fardh parh le aur phir saare witr? Kya is tarah kiya ja sakta he ya farz aur witr saath saath parhne honge?
Q: Kya qaza namaaz beth kar bhi ada ki ja sakti he?
Q: Agar kisi muslim ki bohat saalo ki namaze qaza huwi to kya wo pehle esha ki namaaz ada kar sakta he phir zuhr, asar, maghrib aur phir fajr, ya tarteeb
se parhni hogi, fajr, zuhr, asar, magrib, esha?
Q: Kya koi Muslim ayk din me qaza namazo ki bees se ziyaada rakaats ada kar sakta he?
Q: Agar asar ya esha ki azaan ho jaye aur muslim masjid jaye to kya jamaat hone se pehle muslim jo sunnat ghair muakka he un ke jaga koi qaza namaaz ada kar sakte hain ya nahi?
Q: Agar namaaz qadha ho gayi to tauba kar le ne se Allah maaf kar leta kya?
Q: Agar namaaze asr qaza ho jaye woh phir kab adaa ki ja sakti he Hadith ki roshni me?