Fajar ki sunnate owr fardh ke darmiyaan qadha namaaz parhna
Q: Fajar ki sunnat ada karney ke baad aur jamaat shuru hone se pehle taqreeban 15 ya 20 minute hote he. Kya me us waqt apni qaza namze parh sakta hoon?
Q: Fajar ki sunnat ada karney ke baad aur jamaat shuru hone se pehle taqreeban 15 ya 20 minute hote he. Kya me us waqt apni qaza namze parh sakta hoon?
Q: Meri ammi ka inteqaal ho gaya he. Mera sawaal ye he ke kya me jo farz namaze parhti hoon uska sawab unka bhee pohncha sakti hoon? Unki bohat saari namaze qaza he. Mujhe pata he ke aulaad ada kar sakti he. Meri itni haysiyyat nahi ke me unki qaza namaze parho kyonke meri khud ki bohot saari qaza he. Aap baraaye meherbaano koi hal bata de. Kya me apni qaza chor ke unki parh sakti hoon. Yu namaze qaza huwi kyonke wo bohat beemar rehti thi apni tabiyat se pareshan aur bohot dawaaye laiti thi is wajah se rozay bhee qaza huwe. Baraaye meherbaani koi hal bata de.