Insaani balon ki wig pehen kar namaaz parhna
Q: Agar koi insani balon ki wig lagata ho (jo ke mujhe pata ha ke haraam ha)... wo wuzu karte waqt wig ko utaar kar masah karta ho aur phir pehen kar namaz parhta ho to kya uski namaz hojae gi?
Q: Agar koi insani balon ki wig lagata ho (jo ke mujhe pata ha ke haraam ha)... wo wuzu karte waqt wig ko utaar kar masah karta ho aur phir pehen kar namaz parhta ho to kya uski namaz hojae gi?
Q: Namaz akele parhte waqt aur jamaat ke saat khud imam bannke parhate waqt niyyat karne ka saheeh tarika bataye.
Q: Qibla kis taraf aata he pata karne ke liye saheeh mobile app bataye aur ye bhi bataye ke bina mobile app se kaisa pata kare, kyunki kabhi kabhi mujhe namaaz parhte waqt shak hota he ke me qibla ki taraf mouh karke parh raha hu ya nahi.
Q: Agar bacha kapron pe peshaab kare to kya un kapron me namaaz parhna saheeh he?
Q: Agar koi admi napaaki ki wajah se namaz nahi par sakta aur naamaz ka waqt ho gaya ho aur ghar walo ke dar ki wajah se us ne namaaz par li napaaki ki haalat me to kya wo gunehgaar ho ga ghar walo ko napaaki ka nahi pata.
Q: Agar koi aisa libaas ho jis me jism dikhta he aur nahi bhi dikhta he to kya in sooraton me namaaz jaaiz hogi?
Q:
1. Baraaye meherbaani bata dijiye ke hath se neeche kitne inch baazoo ka hisa aur gardan ka or gardan se neeche gale ka hissa or kaan ka kitna hissa nazar aaye to namaaz nahi hoti?
2. Ayk aysi chadar jis me se bohat halka sa jism nazar aye or jism ke rang ki samaj na aye ke nazar aaraha he ya nahi ya bohat halka nazar aye to kya is kapre se namaaz ho jayegi?
Q:
1. Janaab mujhe poochna he ke nafil namaaz ki niyyat kayse karte he aur kya wajib hoti he?
2. Agr masjid dor ho ziyaada wahan nahi ja sakta ho to kya ghar me namaaz-e-jumuah phar sakte he?
Q: Hum log anjaane me qible ka ghalat rukh karke namaaz parh rahe the abhi humne sahi rukh karke namaaz parh rahe he to hum apni ada ki gayi namaaz ko durust karne ke liye kya kare uske kaffaare ke liye?
Q: Agar koi shakhs kahe ke niyyat na karne se amal me koi faraq nahi parta masalan ke namaaz me niyyat na bhi karo to koi baat nahi ke Allah jaanta he ke kon si parh raha he or kis ke liye parhraha he aise ke baare me kya hukam he?