Iqaamat kya he?
Q: Mujhe jaanna he ke iqaamat kya he? Me ne ayk hadith parhi thi ke azaan aur iqaamat ke darmiyaan dua qubool hoti he toh iqamat ke baare me bata de.
Q: Mujhe jaanna he ke iqaamat kya he? Me ne ayk hadith parhi thi ke azaan aur iqaamat ke darmiyaan dua qubool hoti he toh iqamat ke baare me bata de.
Q: Muje ye poochna he me jis masjid me namaaze parta hu waha muazzin saheb jab namaaz ke liye takbeer dene ke liye khare hote he to imaam mana karte he pele khare hone ko (muje ye yaad nahi hadees he ya sunnat jo imam kete he Allah muje maaf farmaye) ke Huzoor Paak (Sallallahu Alayhi Wasallam) ne muazzin ke "hayya alas salaah" kene pe khare hone ka hukum dia hai? To kya aap muje hadees se ya mustanad daleel se bataskte he? Kya wo saheeh he?
Q: Mera sawaal ye he ke kya ayk aadmi jo ghar pe namaaz parhe us ke liye faraz namaaz se pehle iqaamat kehna zaroori he. Owr agar kehna zaroori he to auraton ke liye bhi zaroori he.