Surah Faatiha parhna shifa ke liye
س: بیماری کی شفایابی کے لیے سورہ فاتحہ الحمدللہ کا بسم اللّٰہ کے کام سے ملانا کیسا ہے۔ اور پڑھنے کا طریقہ کیسا ہےہ
س: بیماری کی شفایابی کے لیے سورہ فاتحہ الحمدللہ کا بسم اللّٰہ کے کام سے ملانا کیسا ہے۔ اور پڑھنے کا طریقہ کیسا ہےہ
Q: Chehre pe noor aur husband ki pyar pane ki duaa.
Q: Mai Allah se hardam ye dua mangti rehti hoon ke Allah mujhe bohot khubsurat aur nekwakht bana dijiye. Aisi koi wazifa bataye jisse mai bohot khubsurat banjaun chehra aur dil dono tarf se.
Q: Mujhe koi wazifa bataye. Health aur good luck ke liye. common name Hamid hai to wazifa Hamid ke adad se le ya Abdul Hamid ke adad se le. Pls bataye.
Q: Mere susral wale mje bht mar peat krte hn mere pas rehne k lie koi ghar ni ha mere 2 bache bi hn mere shoher pe aisa jadoo kia ha meri sas ne k us ko hmari koi parwa ni plz mje koi aisa wazifa btain k mera husband mje khud alag ghar mn le jaey.
Q: I had paid 40 thousand for hajj and I have to pay 6 lakh more for our couple hajj but I had given the 6 lakh to my friend. She was in a problem and now is not giving back my money and today she is saying agar Allah ka hukoom hoga tumhara is saal ke hajj ka to main tumhara paise return karogae. Please aap mere is muskil ka haal bataeye mere sohar ko bhi is baat ka pata nahi.
Q: Mere showhar naya business shurukiya hain. Kuch duaye bataye ke rozi me barkat ho aur business aagebare.
Q: Mera sawal hai k mein nay 9th feb 2013 mein shadi ki. Sir hum ik dosray say bohat pyar kartay hein par pata nahe khuch maheinoun say humaray kafi jagray horay hein mujhai samjh nahe araha iski kia wajah hai. Please kia app khuch maadad karsaktay hein k koi jadu ya ishe koi cheez tu humaray uppar nahe karwae gaye?
Q: Meri umer 26 he. Mera bht rishty bi ae, ek jaga baat tay bhi takreban hogai thi. Mere abba har baat apni maa ko btata. Wo mre rishty bhaga deti tawezaat krwati. Ab agr rishty nahi ate to mra abba har waqt mjuh tanay tanz, mera kia kasor hy sb mein, kitna brdasth karun sb pichly 2 saal se apne baap khandan as pas ke logo ke tanz tanay brdasth kar k thak gae hun.
Q: