Nikaah me deen aur akhlaaq ko dekhna chaahiye
Q: Deen ki mehnat ke alawa nikah karna zaruri hai kya? Present daur me sirf paisa dekh rahe hai ke ladka kitna kamata hai? Ye kaisi baat hai? Maine logo se kaha ke mai ibadat guzaar hu mai logo ko deen ki taraf ruju karna chahta hu phir wo log samjh hi nahi rahe hai! Kya ye izzat mili hai mujhe? Ye mujhe nafs e amara yani (ghusse ladai jhagde ki taraf leja raha hai tanke log samjhe) kya kiya jaaye?