Seene ke baal kaatna
Q: Kya admi k siny ke baal katna jaaiz hai ya nahi... Agar baal zyada ho to unhy chota karna jaaiz hai?
Q: Kya admi k siny ke baal katna jaaiz hai ya nahi... Agar baal zyada ho to unhy chota karna jaaiz hai?
Q: Toast biscuit ye sab khana jayez hai? Kyuki isme artificial color flavours use hote hai. Mai jab bhi bahar ki koi chiz khana chahti hoon, mujhe ajib ajib khayalat ate hai. Mujhe lagti hai sab haram hai. Allah mujhse naraz ho jayegi meri koi dua kabul nahi hogi.
Q: Hum kafiron se nafrat krte hain to phir unki banai hui chez kun istimal kerte hain?
Q: Mairi baiti ka name Malaaika hy. Us ki age 17 years hy. Kya malaaika name Islamic point of view sy thek hy. Ab hum name change nahi kr sakty kun k bachi ki age 17 years ho gai hy.
Q: Hum apne baro ko dekhte hai ki magrib ke waqt ghar ki lights or ghar ke stairs ki light on krte hai or darwaze khol dete hai or darwazo ke pass (chokhat) pe bethne ko mana karte hai to islam mai iski kya ehmiyat ya aisa kyu karte hai magrib ye waqt ye mera sawal tha.
Q: Agar balon ka rang bohat kaharab ho jaye to kia black or brown color mix kar k laga saktay hn phir to gunah nahi hoga wo konsa khalis black hoga pure black karna hi mana h na?
Q: Mera sawal ye hai k jab larkay may balaaghat ke alamat wazih hojay aur zere naf baal be ug jay aur bughul kay baal be ug jay to un ko ketnay barhney kay baad saaf karna chahey ya wazih hotay he saaf karna chahay
Q: Do log behad mohabbat or bad agar is duniya me nahi Nil Payne to Kya jannat me unka Milne possible he?
Q: My age is 26. My gay (namard) hun. Kya ek gay Muslim se shadi karna jaaiz hi?
Q: Mera question nikaah ke baray ma ha. Agr koi larki kisi ko pasand krti ho lakn us larky ki death ho jaye un ka nikah na howa ho abi lakn larki fr b usy he pasand krti ho owr Allah se dua kry k wo us ka nikah jannat ma us larky sy krwa dain to kya ye dua krna jaiz ha? Kya Allah jannat ma us ki ye dua qabool krain gy us ki mrzi sy nikah krwa dain gy agr duniya ma wo Allah ki raza r apny parents ki khushi k liye kse r sy nikah kr b ly apny nafs py control kr k sabar kr k to kya Allah usy jannat ma hmesha ki life ma us ka nikah us sy krwa dain gy jisy wo pasand krti ha?