Mutafarriqaat

Kisi ku "tum aasteen ka saanp" kehna

Q: Mufti sahab mera sawal ye ha ke agr koi ye kahe tum aasteen ka saanp ho tu kya ye gaali dena ha? Kun ke ye aik mahawra ha jo urdu me istemal hota ha. Iske elawa ye kehna ke tum pesun par saanp bankar bethe ho ye gaali dene ke zamray me tu nhn ata na? Iska mtlb ha k aap ne pesun ko khazana bana lya ha or aap usme se pese kharch krna nhn chahte. Bolne wale ki niyat gaali dene ki nhn blke usne srf mahawra istemal kya ha. Ye mahawray normally istemal hote hen tu kya ye kehna thek ha?

Taale maarna

Q: Kia naat Rasool pak (Sallallahu Alayhi Wasallam) sunny ke bad naat parhny waly ko daad ke toor par tali mar sakty han? Ye haraam he ya halaal he?

Bhabi aur devar ek kamre me sona?

Q: Kia bhabi or devar ek hi kamre main so sakte hai. Q k devar na mehram hai lakin us kamre main shohar or sasur saas b sote hai. To is tarha sona jaiz hai jb k aksar ye halat hoti hai k devar uthta hai to bhabi ki cndition kbhi aese hoti hai k un ka pait dikh jata hai ya pair ya sone ki condition aese hoti hai k ajeeb lagta hai to islam is baray main kia kehta hai