Mutafarriqaat

Kya jaanwar Jannat me jaaenge?

Q: Ham ne bilian pali thi jo hamaray ghar paida hui thi hame un se bohat payar h magar un ma se aik mar gai h jis ka hame bohat dukh wo bohat boll rahi thi marnay se pahlay pta nahi usy kia takleef thi lakin abhi wo choti thi 4 mah ki i want to ask k kia janwar ko marnay ki bohat takleef hoti h us k marnay k bad kia hota h kia wo bhi janat or jahanm ma jatay hn?

Buri khiyaalaat

Q: Mujko bure khyalat aate hi rahete hai or ye stop hone ka naam hi nahi lete hai or ye mujko kafi samyse aate he or me bahuthi paresha hu or ye khyalat har vakt yani namaz me,ki si majar pe yani ye stop hone ka naam hi nahi lete to please aap muje koi achi takrib batao jis se ye khyalat Allah Ta'ala ke faslo karmse hamesha hi dur ho jaye??

Zer-e-naaf ke baal ko katna

Q:

1. Haiz k ghusal ma zaire naaf or baghal k bal saaf na karen to kia paki ho jaye gi or namaz ho jati h?

2. Haiz k ghusal ma napak bal saaf karnay ka bad aglay haiz k shru honay se pahly tak jo zaire naaf or baghal ka baal atay hn wo baal saaf na karen to namaz ada ho jaye gi? 

Taweez pehnna

Q: Mujhe yeh sawal puchna Hai k taweez pehna jaiz ha ya nahi Mai is mamlay Mai double minded hun. Bohat jaga Mai ne parha k taweez pehna shrik Hai.mujhe rohani masla ha or Mera rohani elaaj chal Raha Hai is waja se mujhe taweez gala Mai dalne k liye dea gya Hai. Mai bohat pershan hoti Hun yeh soch kr k kahein shrik jaisa bar gunah karti Hun or marvjaun isi haal Mai. Mai khouf zada Hun is baat se bara e meharbani mujhe Sahi guide karein.