Mutafarriqaat

Sirf larko ko hadiya dena

Q: Ek mashwara kerna tha ka, ek shaks ha jis ka do larkay or ek larki ha ab woh admi chata ha ka larakon ko alag ker don itna wasail nahi hain woh apna gar bache ker 20 lakh ake or 20 lakh dosray ko dena cha raha hain .Is main 2no bhaion na walid ko mashwara diya ka hiyati main wirsa to hota nahi ap yeh hamain gift ker dain kun ka hamari zaroorat ha . Phir baad main jo gar aap ka ha us main sa ham saab bant lain ga .aab masla yeh ha ka yeh to gift la lain 2 no Bhai to ap ko nahi lagta ha larki ka sath na insafi ho jaye gi .Or 2no bhaion ka apna apna alag kam kertay hain walid sa alag ha.

Halaal aur haraam

Q:

1. Kisi chiz ko halal hone ke liye ingredients ke saath saath financial yani investment ko bhi halal hona kya zaroori hai?

2. Hum jab koi products use karte hai usme di hooyi ingredient list ko parke pata chal jata hai ke haram ya halal chiz hai lekin financial investment to nahi delh pate hai hume kya karna chahiye?

Jhoot bholna

س: حضورصلی اللہ علیہ والہی وسلم نے فرمایا کہ میرا امتی ہر گناہ کرے گا لیکن جھوٹ نہیں بولے گا اور دھوکا نہیں کرے گا۔ اور اپ جانتے ہے کہ اجکل یہ عام ہے تو کیا یہ لوگ پھر محمد صلی اللہ علیہ والہی وسلم کا امتی ہے یا نہیں؟ 

Nimato ki qadar karna

Q:

1. Kia khubsurti gora rang Allah ki nemat hai? 

2. Qayamat me har cheez ka n jism ke har part se sawal hoga right aik shaks hai usko Allah ne khubsurti gora rang dia hai and dosro se acha banaya hai looking wise but wo uski care nai karta dhop me phrta hai befalto time waste apni halat n rang kala karleta hai n shukar ada nai karta to kia is bare me bi sawal hoga ke qadar kyn nai ki shukar kyn na kia khubsurti pe Allah ka ?

Taweez

Q: Ye wakhiya padey aur bataye ke ye kaha tak sahi hai.  Ek martaba Rasoolullah sallallahu alaihi wasallam ki khidmat mein (10 Aadmiyon ka) ek wafd (Islam qubool karne) aaya, Aap sallallahu alaihi wasallam ne un mein se 9 se bait li aur 1 se hath rok liya. Unho ne Aap sallallahu alaihi wasallam se iski waja puchi. Aap sallallahu alaihi wasalam ne farmaya "Is ne taweez pehen rakha hy." Ye sun kar us ne gireban me hath daal kar taweez ko tukrray tukrray kar diya. Phir Rasoolullah sallallahu alaihi wasallam ne us se bait li aur farmaya "Jis ne taweez latkaya us ne shirk kia." [Musnad e Ahmad Hadees: 17558]