Mutafarriqaat

Kisi ki cheez uthana aur maalik ka pata nahi

Q: Agar kesi ny kesi ki kitab utha li college mn aur uska naam pata us ky pass bilkul b nhi aur us ny kitab mn kuch tabdilin b ke di. Ab 2 saal hone ko hai iss baat ko aur his ny ye harkat ki sharminda b hai. Ab kitab na wo wapis ke sakta aur ye k ab to kitab shaid uss k b kam ki nhi rhi. Ab kia kia jae? Kia uski qimat sharee faqeer ko zaroor daay? Kia qimat sharee faqeer ko daeny k baad wo usse istimaal ke sakta? Agar ussny nadani mn us kitab ko parhny se pehly tasmia parhi to ye krna kesa aur uss pr kia hukum aae gha?

Abortion

Q: Mey ap say puchna chati hun k mery 4 bachey hen, or mey per say pregnant hon mey working women hon or mey 9 ganty ki duty karti hon, ghar,husband or bachon ko b time dena hota hey, karchey itney hen k husband ki salary say pora karna mushkil hey,is leya mey job b nahi chor sakti, bachon ki tarbiyat or sambalney ki wja say b mey pareshan hon. to kya mey ya bacha abort kar sakti hon.husband b yahi chaty hen.ap mujy mashwara den k mey kya karon

Deodorant isti'maal karna

Q:

1. Mere paseene (sweat) zyada aata hai. kya is ki badboo se bachne ke liye me (alcohol free deo) use kr skta hun?

2. Kya isse meri paaki ya namaz ya dusre aa'maal me karahat to nhi aayegi?

3. Kyunki uska asar kapde par bhi zahir hoga to kya kapda napaak ho jayega ya paak hi rahega?

Yoga

Q: Yoga practice karna kya haaram hai? Exercise karna kya haram hai? Yoga mai kuch physical exercise hote hai, kya wo karna haram hai? Exercise karte waqt breath ko inhale exhale karna yoga je rules hai, kya wo karna haram hai?

Sachcha taubah

Q:

1. Gunahon se tauba karne kelye Allah se baqaida dua mangni paregi, hath pelake, ya dil me khayal me tauba ka irada karsakte hn?

2. Falah shaks mushtzani ka gunah karta raha h n songs bi sunta h n haram chezen bi dekta h to kia usko her gunah kelye alag alag tauba karne paregi ya just ye kahe ya dil me kayal kare "ya Allah, me tauba karta hn gunahon se " tauba qubool hojati hai ?