Be asl cheeze
Q: Humari yaha ak kahawat hai ke ped aur usi ped ki fal ko ak saath khana thik nahi hai jaise ki pumpkin leaf aur pumpkin aksaath mai nahi khana chahiye. iss bare main aapka kya raai hai?
Q: Humari yaha ak kahawat hai ke ped aur usi ped ki fal ko ak saath khana thik nahi hai jaise ki pumpkin leaf aur pumpkin aksaath mai nahi khana chahiye. iss bare main aapka kya raai hai?
Q: Walid ne apni zindagi main jaidaad sy ek property apne 3 beto mai sy 1 ko dy di or baqi 2 beto ko bhi barabar taqseem kr dya. lekin baad main walid sahab ab keh rhy hain ek bete sy jo property di thi wo wapas do apni marzi sy dobara taqseem karenge, jab ke property apni zabani bhi keh chuky thy or documents bhi bete ke naam kr dye thy, ab bete ke apne biwi bachy bhi hain kia un ka haq maary? kia qanooni ya shara'i kisi bhi tareeqe sy baap wapis apni jaydaad lene ka haqdaar hoga?baraay mehrbani rehnumai farmaye.
Q: Kia Ahl e Sunnat ka Ahl e Hadeees se dosti aur rishtadari rakhna jaiz hai ya najaiz?
Q: Kya always halal sign chiz hi use karna paregi?
Q: Kya death ka wkt mukerrer hai ya ilaaj ya medicine dainai mai patient ko kisi sai ghaflat ho jayai tu kya death wkt sai pehlai b ho skti hai?
Q: Kya murgi ki gardan ki boti khana galt hai? Ya jis dish mein gardan ki boti ho wo makrooh hoti hai?
Q: Agar mai koi chiz sikhloon to kya mujhe sabko ye baatana parega? Agar nahi batayi to kya gunah hogi meri?
Q:
1. Khare hoke pani pina kya haram hai?
2. Pani pine ka saheeh tarika kya hai?
3. Zyada pani pine se jee michlati hai. Kya aisa hone se pani pina haram ho jati hai?
Q: Kia aurat (lady) aurat ki mobile pr pic dekh sakti hai .i.e. friend ko friend ny WhatsApp pr jesy apni pics send ki.
Q: Mera sawal yeh he k kya mard ko lamby baal raknhy chaheye or kya is ka koi roohani faida hota he, kyu k me ne yeh kafi baar mehsos kia he k jab me baal choty karwa leta hon to mere halat karab ho jaty hen.