Neak aa'maal ki shakal aakhirat me
Q: Hadith ka mafhoom mein aaya hai ke sunnate muakada parne se Allah jannath mein ek mehel banadete hein. Please tell me isi tara aur duniya mein kya aamal karne se jannath cheezien banti hai?
Q: Hadith ka mafhoom mein aaya hai ke sunnate muakada parne se Allah jannath mein ek mehel banadete hein. Please tell me isi tara aur duniya mein kya aamal karne se jannath cheezien banti hai?
Q: Kia aesy dramay or drama ke scene ya show dekh saktay hn jin ma be-hayai na ho jab ke drama dekhany se toba ki ho? Toba to gunah pe hoti he agar in ma be-hayai na ho to gunaah to nahi he jesy kisi ma thori hidayat ho ya jo mashray ma hota he wo ho etc?
Q: Aap muje ye bata sakte he ke kya chalte phirte Islamic kitaabe par sakte he?
Q: My question is that should we drink water in morning before eating anything? Kia ye koi Sunnnat he?
Q: Jism ke baal yane chest aur hands legs ke baal nikaal na Islam me mard ke liye jaiz hai ya nahi?
Q: Sene ke baal saaf karna kaisa hai?
Q: Awrat ne agar tang libas pehna ho jesy tang qameez or tang pajama ya adhy kapray pehnay hon to esi urat ko urat dekh sakti he or kia urat ki bhi agar mard par nazar par jaye to aik dafa maaf he or dosri bar gunah he agar buri neyat na ho to bhi dekhna gunah he? Kia larki apnay behnoi or male cousin se bat cheet kar skti h or usy dekh sakti h plz plz meray is sawal ka bhi answer zaroor da den.jazzakAllah
Q:
1. Main yeh poochna chah raha tha ke mard apne pure jism mai se kis kis jagah ke balo ki safai kare khas to per sharamgah eoper neache ke balo ki safai ki detail bhi batay?
2. Jab main apni sharmgah ke balo ki safai kerta hoon to ye baal mujhe chubte rehte hain main bohat tang aa jata hoon ke is se acha hai ke main safi na karoo or oper se us jagah per kharish si hone lagty hai.
Q: Mobile phone pe loan lena jaiz he ya nahi?
Q: Peeth ke neeche yani sharamgaah ke neechy ke baal bhi katnay chahiyan ya nahi?