Mard ko kitne lambe baal rakhne ki ijazat he?
Q: Islam me mard ko kitne lambe baal rakhne ki ijazat he?
Q: Islam me mard ko kitne lambe baal rakhne ki ijazat he?
Q: Mera taya jinki koi aulad aur biwi nahi aur unki umar 80 saal he aur unko kuch yaad nahi, unki property ke nominee mera baba he. Hum unki khidmat karna chahte he phir humari mali halaat saheeh nahi he to kiya unki property aur ghar ke rupiya hum le sakte he ya nahi?
Q:
1. Hijama month ki kon kon se tareekh ko karaaya jaata he?
2. Sunnat ke kitne cupping points he aur kaha kaha?
Q: Meri qismat kab khule gi? Me ne kafi jaga apply kiya tha phir koi naam nahi aaya wahaa se? Ma bohot pareshan hu. Koi job nahi he. Koi hul bataye.
Q: Kiya subliminals really work karte he humare subconscious mind me?
Q: Kal mene thora jazbat me Quran pak pe hath rakh ke ek jhoot boldiya to mujhe ye pochna he ke me ab kiya karu?
Q: Kuch din pehle me 9 murgia (chicken) le kar aaya tha apne ghra, jin me sa ek murgi aaj flu ki wajah sa margai.
1. Ab aap mujhe yeh bataye ke murgi ka mar jana sadaqe ma aata he ya nahi?
2. Kiya me is ko dafan kar du ya kaat kar doosre jaanwar jaise cheel ya kawun ko khila du?
Q: Me ne 5 mahine ka bacha abort karwaya. Bache me deformity thi cleft lip aur cleft palate. Doctor ne kaha ke bacha dimagi bemaar hosakta he. Lekin karwane ke bad bohot nafrat hogayi apne aap se. Taubah aur istighfaar karti hu. Ainda nahi karne ka irada bhi kiya. Bus kisi ne bataya ke 2 mahine roze rakhna hoga lekn aurat ke khaas ayaam me nahi hosakta. Toh kiya me us doraan roze chor ke phir se continue karsakti hu?
Q: Mera sawaal ye he ke jaise science ke hisaab se insaan janwar he lekin aala martaba rakhta he, kiya ye sach he Islamic hisaab se bhi ke insan ek jaanwar he lekin woh aala martaba rakhta he kiyu ke Allah ne us se Ashraful makhlooqat banaya he?
Q: Aurato ke liye kin kin jagho se baal hatana jaiz he? Me ne ek jagah parha he ke aurat sirf sharamgah ke baal hataye 20 din ke bad aur baghal ke baal hatane ka hukam nahi aurat ke liye.