Rasulullah (Sallallahu Alayhi Wasallam) ka laqab
Q: Ummul Ambiya kise kehte he?
Q: Ummul Ambiya kise kehte he?
Q: Kiya har Musalman ke liye ye zaroori he ke wo kisi peer (roohani buzrug) se bay'at ho. Agar koi shakhs aise na kare to uska kiya nuqsaan hoga aur agar bay'at karle to kiya faida hoga?
Q: Mera ek dost doosre dost ke peechay sirf touch kiya tha poora andar dakhal nahi kiya tha to kiya yeh zina hoga?
Q: Roza-e-Rasool (sallallahu alaihi wasallam) par haziri ke waqt salam ka tareqa kaise kare? Salam oonchi awaz me kehna chahiye ya ahista. Aur Roza Mubarak me, Nabi Paak (sallallahu alaihi wasallam) ko khud sunte he ya farishte salam ko ponchte he?
Q: Me ek youtube channel jo ke technical or general knowledge ke bare me ya khelo ke bare me shuru karna chahta hu. Zamana e hal ke hisab se lakh koshish ke ba wujood bhi khawateen ki tasweer share ho hi jati he. Kya yeh video gunah ka sabab bane gi? Kya un videos ko jo log dekhe ge un ke dekhne ka gunah mujhe mile ga?
Q: Baz daffa hum la ilmi me ya kisi baat ki saheeh information se, ilm na hone ki wajah se ghalat kaam ko saheeh samajh kar kar rahe hote he lekin jab is baat ka ilm hojaaye ke yeh Islam ma ghalat aur na jaiaz he to khood ko uss kaam se rook lete he. Sawal yeh he ke jo kuch la ilmi ya deen ki na samjhi ki wajah se ghalti huwa, us ki kiya saza pakar hogi aur hogi to kitni sakht jab ke Allah se tauba kar li jaye?
Q:
1. Nazare bad ya phir yu bhi kahe ke ghair mahram ko daikna
2. Ghair mahram se phone pe baat karna
3. Ghair mahram ke haat ko shake karna ya hug karna
4. Ghair mahram ko normal kiss dena.
Islam me in cheezo ki kiya hasiyat he or kiya in cheezo ka koi saza maqurrar he?
Q: Kaafi aurate mujh se suhbat chahti he aur mujh se bhi control nahi hota he. Bohot khud ko control karna chahta hu magar na kaam ho jata hu or zina kar bethta hu. Mujhe us ka gunaah hoga?
Q: Baz dafa yu hota he ke log pehle to jaghra kar lete he phir bad me mafi maangne aate he aur Quraan Paak ko dhaal bana kar aate he ke Quraan Paak le aaya hu ab galatiya maaf kardo.
Kiya Islam me is cheez ki ijaazat he ke aap pehle galati kare phir Quraan Paak ko hamrah le ja kar galati maaf karwa de?
Q: Hum ne excitement me ek prostitute se baat ki aur baat karte waqt usko touch kiya (unknowingly). Hume Allah ka dar laga aur foran waapas huwe. Kiya yeh zina he. Hum nafs ke maare itni bari ghalti kar bethe. Is ka kaffarah kiya hoga?