Ghar waale shaadi keliye zabardasti karna
Q: Muje shaadi abhi nhi karne lkn ghar walay force kartay, aur baap b. Muje kya karna chahaiye? Mama mere mar gaye hai nanihaal ni jaa sakti aur koi support mei nhi hai srf khuda ka sahara hai.
Q: Muje shaadi abhi nhi karne lkn ghar walay force kartay, aur baap b. Muje kya karna chahaiye? Mama mere mar gaye hai nanihaal ni jaa sakti aur koi support mei nhi hai srf khuda ka sahara hai.
Q: Kya murshid k hath per bait krna har musalman mard aur aurat k lye zaruri he Aur agr zaruri he to murshid ki pehchan kya he aur is ka sahi tariqa kya he
Q: Meri 2 saal phely engagement hoi thi. Engagement say phely b or baad may b hum (larka larki) bht achy say baat karty rahy. Ab 2 saal baad rishta tut gia hy ye keh kr k istikhata theek ni aya or hamin koi mustaqbil nazar ni aya. Kiya asa krna jaiz ya behtr tha?
Q: Mjy jhooty se sakht nafrat ha or isi waja se mere office me kafi logoon k sath jhgra rehny lg gya ha. Sb se zyada trustee log hi dhooka dy rae han. batt kuch hoti ha pr byaan kuch krty han jhoot ka ye alam ha k qasam ko kuch b nae smjha jata. Khud ko sachha sabit krny k lea Quraan ki b qasam kha leny ko kuch nae smjhty. Me sb kuch janty hue b chup rehta hun andr hi andr ghutta rehta hun. Or uper se fake smile b dyta hun Ab too batt meri job pr a gae ha Me kia kroon fake logon se batt krny se mjy gussa ata ha or dil nae krta bulany ko. pr company policy ki waja se environment khrab nae krta. Kuch logoon ko jjoot k anbaar lgany pr me bulana choor chuka hun pr ab mjy nuksaan ho rha ha bht zyada. Yhii loog kae baar aysa kr chuky han. Sulaah ka soochta hun too drr lgta ha k ye loog phir meri job k peechay pr jayen gy.Q k kae baarr aysa ho chuka ha mere sath. Kia kroon ap hi bta dun
Q: Aik shaks namaz aur Quran se door hogaya hai uske lye rahe rast pe lane ke liye kiya karna chaye?
Q: Mju ya pochna tha k ma out of country job krta hon. Es waja sa mari biwi mjy force kar rahi ha k ma sb kuch chor k wapas a jao aur us k sath raho. Jb k hamary ghar ki halat aise ni ha k ma job chor k wapas jao aur parents b kafi boory ho gy han un ki muj pa zimedari ha. Mane boht kosis ki samjny ki lkn wo nai manti bs ya k ya wapas a jao ya mujy farigh kar do. Please es silsaly ma mari rahnumai kary
Q:
1. If someone has many problems and issues and failed in life everyway, could these be due to punishment from Allah? or test from Allah?
2. If Allah punishes someone in this world by giving him diseases and problems, does he needs to be patient?
3. Why do some people suffer and fail in this world but others get good in this world and next world (hereafter)?
Q: Kya me apni biwi or ghar walo se bat-cheet karna band kar sakta hu? Q ke shadi ke bad meri biwi na meri bat manti hai or na ghar wale. Wo to aapas me ladte rehte hai. Esliye mujhe nahi pata kon sahi h kon galat q ke me abroad me hu. To kya me dono se bat karna band kr sakta hu?
Q: Mai ek pareshani mai mubtala hun..mujhe har waqt becheni si rehti hai.mai ek shadi shuda aur 2 bacho ki maa hun.mera ek nand ka ladka h wo aksar yaha ata jata hai.mai usse wese hi batchit krti thi..pta nhi kyu wo mere itne qarib kyu aagya aur ekdin mere shohar ki gher mojugi mai usne mujhse wo galat (- zina) kya. Ab mera dil bhot pareshan rehta hai..mene use phle bhi mana kya tha k ye gunah h.lekin wo nhi mana.uska brabar ana jana rehta h. Ab mai mana bhi nhi kr sakti..sasurali rishtedar h. Phon bhi krta h..phir se wo sab krne k lye seduce krna chahta h ..mera shohr bhi hai. Bache bhi mujhe fikr hone lagi hai...mai usse kese bachu koi tarreeqa ho to bataiye.koi dua wagera jo.bhi...kya maira shohr se rishta tuta to nahi...bataye...mai kya karu..meri madad kijiye.
Q: Meray husband always govt grants kay chakkar main rahtay main na proper job kartay hain na karna chahtay main main samjaoon tu bht lartay hain muj per har waqt kee restrictions main aur khud tammam pabandioon say aari biwi kay hoqoq dayna ya us say baat karna koi imp nahi main jab ignore karoon tu kahtay hain tum jahannumi ho sohar kee izzat nahi Karteen mufti sahib aisay sohar kee dil say kyon izzat kar sakta hai zahir hai larhi na ho insaan nibhata hai plz suggest me how can i deal with my husband meri har cheez per qabza hai phir bhi kahtay hain tum bht chalak ho