fithna

Women covering their faces

Q: If the face of women and hands are not awrah then why is it compulsory to cover? Is it a major sin to show the face? You said in one answer that it is compulsory in this time of fitnah... Isn't it compulsory from the era of our Nabi (Sallallahu Alaihi Wasallam) when the ayah came?

Khwaab ki ta'beer

Q: Ek khuwab mai ne deakha k mai ne dost se bol rah 2 so 3 mai kayamat anne wali hai or us k baad itni taaz barish hoi jiss jaga hum khare thay barish ki waja see wo jaga girne lagi or hum wahn se bhage phr mari ankh khul gai.

Khwaab ki ta'beer

Q: Khawab ki tabeer chahiay aik khawab main mai nai dekha kai mai nanu kai ghar mai ho aur aik dam asman ki taray(stars) tot jatay hai... soraj(sun) n baki planets ghoomna shru kar dety aur aik dam asman tot jata aur mery upar a kai gir jata hai aur mai ye sochti ko qiamat a gae phr aik dam apnai anjam ki fikar hoti aur sath hee khud ko aik qabar mai pati ho magar mai waha safaid qafan mai hoti upar phol hotay dosra khawab ye kai mai khud ko khana kaba mai pati ho aur aik dam zalzala ata waha kafi zoor ka plz in donu khawabu ki tabeer bta dai

Khwaab ki ta'beer

Q: Meine dekha ke me road per cycle chala raha hu air dekhata hu road pr samunder a gya tha. Tofani halaat me tha. Sab car, bike,transport chal raha he. Tabhi mujhe darr lga meine cycle rok lia. Bohot khufnak manjar laga mujhe jaise tofaan ata he waise hi.

Khwaab ki ta'beer

Q: Mai or mera dost or us ka bhanja kesi unchy jaggy par bet kar nashpati kha rehy thy k achanak phater barasny lagy or Mai sochta hn ki qiyamat achoki hai. Barae meherbaani is khwaab ki taber bata den.