The rights of the grandparents
Q: I would like to know if there are any Ahaadith on the rights of grandparents, as today's children say that there is nothing in the Qur'an regarding grandparents, there are only verses regarding parents.
Q: I would like to know if there are any Ahaadith on the rights of grandparents, as today's children say that there is nothing in the Qur'an regarding grandparents, there are only verses regarding parents.
Q: Maine khwaab me mere ghar Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alayhi Wasallam) aur amma Aaish (Radiyallahu Anha) aye hai aur mai unhe upar ke floor ane ke liye khe rha ho aur itne fir mere walida mujse mafi mang rahe hai pair padh rahe hai.
Q: Mene aaj baad fazr khwab dekha Ki meri nanad sahiba mere ghar par aai hai or mmeri ammi or behne baiti hui hai. Fir meri ammi meri nanad sahiba se puchti hai Ki kabh tak shadi karogi toh woh farmati hai k abhi nahi Ki fir meri ammi mujhe bolti hai Ki zameen par bohat saare daimonds ke saath much nakli daimonds bhi girer hue the or unhone mujhe unhe uthane kaha tho Maine use utha liye or ek cylinder k niche unhe aise hi daal diye. Fir meri ammi Quran Pak ka wasila dete hue kahne lagi meri nanad sahiba se Ki tum log kyun aisa karte ho jo Ki ek begunah Ki dil agar dukhaoge tho qayamat ke din uski puch tum se Allah karega. Toh inhone kaha ke mere 3 bhai hai jinko sirf apni or apni aulad or biwi me mashroof hai tho aise me woh shadi nahi kar sakti hai. Meherbani karke iski taabeer bataye.