Mouduaat ke upar kitaabe
Q: 'Al mozuaat" kis ki book hay, aik book mozuaat-e-kabeer hay Mulla Ali Qari ke, Kia yeh sahih book hay? Aik mera khayal hay Ibnul Jowzi ki Al Mozuaat hay. Koun si book leni chahye?
Q: 'Al mozuaat" kis ki book hay, aik book mozuaat-e-kabeer hay Mulla Ali Qari ke, Kia yeh sahih book hay? Aik mera khayal hay Ibnul Jowzi ki Al Mozuaat hay. Koun si book leni chahye?
Q: "Meray sahaba sitaron ki manind hain jis ki pairwi karo gy hidaayat pa jao gy". Isi tarah ki yeh jo Hadith hay kia yeh modu' hadith hay?
Q: Sir moudu' Hadith ki koi book bata dijye jis ko parh ker moudu' hadees ka pata chal sake?
Q: Kia allama nasir ud din albani ki book "silsila ahadees e zaeefa" theek book hay? aur silsila ahadees e sahiha theek book hay?
Q: Kia Sahih Bukhari owr Sahih Muslim ki saari Hadith Sahih hain?
Q: Wo kaun sa amal wazifa tha ek shaks thaa jis nae Nabi e kareem (Sallallahu Alayhi Wasallam) ke pass aaya tha or apnae gareebe aur oos ke kam aawak ke baarae mein zikar kiya. Phir Nabi e kareem (Sallallahu Alayhi Wasallam) ne oos shaks ko koi amal wazifa bataya tha or oos nae kiya toh oos ke paas itana paisa daulat aagaya keh rakh nae ko bhi jagah nahi.
Q: Mai 6 saal se UAE mai hoon. Yaha jes kese se bhi hum islam ke, ya special namaz ke baat karte hai to wo hum se hades ka puchte hai. Baraay mehrbani mujhy kese aese book ka reference batade k jes mai hamari feka hanfeya ke mutabek tamam basic things ke hadees mel jay jo bhe tareka hai namaz ka es ke hadees mel jay. Mai bohot zeyada confuse ho gaya hoon. Itna confuse ho gaya hoon k dil karta hai k Bukhari shareef uthaoon aur oos mai jo kuch bhe lekha hai jese bhe karne ka lekha hai wese karna shuroo kar doon. Baray mehrbani mere rehnumai farmay.