Bhabi ki beti se nikaah karna
Q: Kya bhabi ki beti se nikaah kar sakte hain?
Q: Kya bhabi ki beti se nikaah kar sakte hain?
Q: Kya souteli khala se nikaah ho sakta hai Maa alag alag hai?
Q: Mera sawal hai ki science kehti hai ki agar cousin bhai behan shadi kare aur unke bacche ho aur wo bhi cousin marriage kare aur unke bacche ho aur wo bhi cousin marriage kare toh aisa karne se paida hone wale bachho me genetic problems ho sakte hai. Jaise ki wo baccha ya bacchi andhi ho sakti hai langda ho sakta hai lekin Islam me toh Allah ne Quran me batadiya ki tum apni puphare khalre mumare bhai behan se shadi kar sakte ho.
Q: Aurat ke liye na mahram kon hoti he? Aur un se parde ka kiya hukm he?
Q: Meri ammi k chacha ki bayti sy mera nikah ho sakta hai ya ni?
Q: Kia us larki sy shadi ho skti hai jis ny meri nani sy doodh pia ho kbhi?
Q:
1. Me apne walid ke mamu ke ladki ke sat nikah kar sakta ho ya nhe?
2. Jis se me nikah karna chahta hu uske maa ne mere behan ko dood pilaya ha.
Q: Mami sy shadi krna jaiz hy ya nh?
Q: Mera sawal ye hai k mere phophi ke barhe bete ne chote umar main mere ami ka dodh piya hai. Tu kia ab meri phopi ki beti mere nikah me asakti hai ya nahe? Mehrbani farma kar mere is sawal ka jawab dede.
Q: Meray nana ki pahli shadi say two larkiyan ak mare ammi or ak khala larka na hona ki waja say mary nana na dosry shadi ki os say ak larka or ak larki ho . dosry shadi say jo larki ho wo mary lay merham ha ya gair mehram?