Qasam torne ka kafara
Q: Kya aap mujhe Qasam torne ka kafara bata sakte hain?
Q: Kya aap mujhe Qasam torne ka kafara bata sakte hain?
Q: Maine quran par haat rakh kar kasam khaya ki maine ek insan ko phele gali nhi diya us insan ne mjhe phele gali diya lekin mere dil mai ek shak hai ki kahi maine hi to phele gali nhi diya hoga mai bht pareshan hu ab mjhe kya krna chahiye?
Q: Mera sawaal ye hai ke mujhe shak hai ke maine ek do saal pehle kasam khaiyi thi ke main bahar nhi jaaongi lekin mujhe yaad nhi aa rha hai ke maine kasam khaayi thi ya nhi. Waswason ki wajah se mujhe bohat shak hota hai isliye mujhe iss baat par bhi shak hai.
Q: Mera sawal ye hai ke maine ek gunah se bachne ke lia ye kaha ke agar mai ye gunah karunga To ek mahine ka roza or rozana pachas rakat nafil padhunga magar mujhe dar ke kahi phirse mujhse wo gunah na ho jae or mai ye shart pura na kar saku to ap bataiye ke kya mai apne is qaul rojoo kar sakta hu ya nahi?
Q: Agar kisi ne ye mannat mani ho kai main kisi bzurgane deen ke naam per nafal parda karon ga. Magar baat main who na par saky to is tarh ke mannat ka kia kaffara ho ga?
Q: Mane aapse pochna thaa ke qasm ager hamne qasm khaae ho kch krne na krne ki lakn hm usse tordetehain toh uska kya kafara ada krna hoga. Mane tafseer ma abhi prha k qam tre gae ho toh uska kafara yss kaam ko chorkr ada krna ha. Ab yahan Kafara kya ada krna ha?
Q: Me ye janta hun ke kasam todne ka kya kaffara he pr me ye janna chahta tha ke agr kisi ne anginat kasam khakr tod di ho aur wo kaffara de to puri zindge roze rakhe to zindgi bhi kam padh jayegi to aisi surat me wo kya kre? Kya Allah se agr mafi mang li jaye to maaf ho jayege sare guhaan aur kaffara bhi maff ho jayega means ke kaffara bhi ne de?
Q: Mene qasam Quran utha kar khai thi k cigret nahi piyunga or me qasam par qayam nahi reh paya ab mera kya hoga?
Q: Quran Paak par hath rakh kar qasam khana ke me ye kam chor du ga aur kch din bd wohe kam dobara shoru kar dyna es ke mutaliq explain krna plzzz.
Q: Mujhy 2 batain pochni ha.
1. Me ny aksar logon ko dekha hy k wo ye soch ker quran ki or Allah ki jhoti qasam kha lety hain ke abhi ye mamla hal ho jye tu ham bad me Allah sy tuba ker lain ge kyu k Allah boht ghafor o rahim he. Kya esa sach he?
2. Kiya Allah bar bar ghuna kerny wale ki tuba qabol kerta he?
3. Adatan jhoot bolny wala sakhs apny mamlat me logo ke sath bura salok ker jata hy apny jhot ki wajha se aisy admi sy kaisy bachain khasosan agar wo apky ghar me har waqat mojood ho?